Posts

BREATHLESS LYRICS-SHANKAR MAHADEVAN

Image
    Breathless | Shankar Mahadevan [Full Version] Lyrics "Breathless | Shankar Mahadevan [Full Version] Lyrics" Song Info singer shankar mahadevan Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha jaise meri saari duniya main geeton ki rut aur rangon ki barkha hai khushbu ki aandhi hai bahki hui si ab saari fizaayen hain mahki hui si ab saari hawaayen hain khoyi hui si ab saari dishaayen hain badli hui se ab saari adaayen hain jaagi ummengein hain, dhadak raha hai dil saason main toofaan hain, hoton pe nagme hain aakhon main sapne hain, sapnon main beete hue saare vo lamhe hain jab koi aaya tha, nazron pe chhaya tha dil main samaya tha, kaise main bataun tumhe kaise use paaya tha, pyaare se chehre pe bikhri jo julphen to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe ek os main dhula hua phool khila hai jaise badal main ik chaand chhupa hai aur jhaank raha hai jaise raat ke parde main ek savera hai roshan roshan aakhon main sapnon ka saagar jismain prem sitaron ki chaadar jaise jhalak rahi hai lahr

KHO GAYE HUM KAHAN LYRICS-BAAR BAAR DEKHO |

Image
  Presenting the full song of Kho Gaye Hum Kahan sung by Jasleen Royal & Prateek Kuhad. "Kho Gaye Hum Kahan -Full Video |Baar Baar Dekho | Sidharth Malhotra, Katrina K| Jasleen R, Prateek K" Song Info Title Kho Gaye Hum Kahan Music Jasleen Royal Lyrics Prateek Kuhad Singers Jasleen Royal & Prateek Kuhad Mixing Assistant Michael Edwin Pillai & Lucky Rooh se behti hui dhun ye ishare de Kuch mere raaz tere raaz aawara se Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan (x2) Tedhe-medhe raaste hain Jaadui imaaratein hain Main bhi hoon Tu bhi hai yahan Khoyi soyi sadko pe Sitaron ke kandhon pe Hum naachte udte hain yahan Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan (x2) O oo… So gayi hain ye saansein sabhi Adhoori si hai kahaani meri Phisal jaayein bhi toh darr na koi Ruk jaane ki zaroorat nahi Kaagaz ke parde hain Taale hain darwazon pe Paani mein doobe huve Khwaab alfazon ke Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan (x2) Tedhe-medhe raaste hain Jaadui imaratein hain Main bhi hoon Tu bhi h

MAIN RAHOO YA NA RAHOO LYRICS-EMRAAN HASHMI | ARMAAN MALIK |

Image
  Gulshan Kumar and T-Series presents a brand new single, Bhushan Kumar's Main Rahoon Ya Na Rahoon Directed by Amit Sharma sung by Armaan Malik composed by Amaal Mallik, and penned by Rashmi Virag starring Emraan Hashmi, Esha Gupta in association with Chrome Pictures. "Main Rahoon Ya Na Rahoon Full Video | Emraan Hashmi, Esha Gupta | Amaal Mallik, Armaan Malik" Song Info Song Main Rahoon Ya Na Rahoon Director Amit Sharma Music Amaal Mallik Singer Armaan Malik Lyrics Rashmi Virag Additional programming Gaurav Vasvani Guitars Vinod Hutton Main rahoon ya na rahoon Tum mujhme kahin baaki rehna Mujhe neend aaye jo akhiri Tum khwabon mein aate rehna Bas itna hai tumse kehna (x4) Main rahoon ya na rahoon Tum mujhme kahin baaki rehna Kisi roz baarish jo aaye Samajh lena boondon mein main hoon Subah dhoop tumko sataaye Samajh lena kirno mein main hoon (x2) Kuch kahun ya na kahun Tum mujhko sadaa sunn te rehna Bas itna hai tumse kehna (x4) Hawaaon mein lipta huaa main Guzar jaunga

SUN MERI SAHEZADI LYRICS- NEW VERSION |

Image
    Saaton janam main tere - Sun meri shehzadi - Rawmats RAWMATS: Krishna Singh - Vocals Amit Rawat - Guitar Robin Raturi - Cajon "Sun Meri Shehzadi Main Tera Shehzada | Real School Love Story |2020 |Mandeep Creation" Song lyrics Movie Dilwale (1994) Song Saaton Janam Mein Tere Starcast Ajay Devgan, Sunil Shetty, Raveena T, on, Paresh Rawal Singer Kumar Sanu, Alka Yagnik Music Director Nadeem Shravan Lyricist Sameer Sun meri shehzaadi Main hoon tera shehzada Baahon mein leke tujhe Main karta hoon vaada Sun meri shehzaadi Main hoon tera shehzada Baahon mein leke tujhe Main karta hoon vaada Aye jan-e-tamanna meri Main khake kasam teri Yeh karta hoon ikaraar Marr bhi gaya toh main tujhe Karta rahunga pyar Sapana samajhke bhul na jana O dilwale saath nibhana Saath nibhana dildaar Saaton janam mein tere Main saath rahunga yaar Marr bhi gaya toh main tujhe Karta rahunga pyar Ehsaas nahi tujhko Main pyar karu kitna Kar dungi tujhe paagal Chahungi sanam itana Ehsaas nahi tujhko Main

MOH MOH KE DHAGE LYRICS-DUM LAGA K HAISA |

Image
    A magical rendition with an innate romantic feel. Sing along to the lyrical version of ‘Moh Moh Ke Dhaage’ from the movie ‘Dum Laga Ke Haisha’.and songs by papon. "Lyrical Song | Moh Moh Ke Dhaage | Dum Laga Ke Haisha | Ayushmann, Bhumi | Monali | Anu Malik, Varun" Song Info Starring Ayushmann Khurrana, Bhumi Pednekar Producer Maneesh Sharma Music Anu Malik Lyrics Varun Grover singer papon movie dum lagak haisa Release Date 27 February 2015 Moh moh.. Moh moh ke dhaage hmmm… Yeh moh moh ke dhaage Teri ungliyon se ja uljhe Yeh moh moh ke dhaage Teri ungliyon se ja uljhe Koi toh toh na laage Kis tarah girah ye suljhe Hai rom rom iktaara Hai rom rom iktaara Jo baadalon mein se guzre Yeh moh moh ke dhaage Teri ungliyon se ja uljhe Koi toh toh na laage Kis tarah girah ye suljhe Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna Kaise tune ankahaa, tune ankahaa sab sunaa Tu hoga zara paagal, tune mujhko hai chuna Tu din sa hai, main raat Aa na

AFREEN AFREEN LYRICS-RAHAT FATEHI ALI KHAN |

Image
  Coke Studio Season 9| Episode 2 Song Name: Afreen Afreen Nusrat Fateh Ali Khan was one of the shining lights of Pakistan, a Qawwali Shahehshah whose talent was heralded both locally and globally. To celebrate the legend that still lives 19 years on, Coke Studio presents Afreen Afreen, Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan, Episode 2, Coke Studio 9 "Afreen Afreen| Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan" Song Info Song Afreen Afreen Artist Rahat Fateh Ali Khan, Momina Mustehsan Writers Juan Aguilar Sa Ni Dha Ga Ni Ni Ni Dha Dha Ni Dha Ga Ma Ma Sa Ga Ma Ga Dha Dha Ma Dha Ni Dha Ni Dha Ni Dha Ni Dha Ni Dha Pa, Pa Dha Ma Ma Pa Ga Ga Re Ga Ma Ga Pa Ma Ga Re Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Husn-E-Janaa Kee Tareef Mumkin Nahi Afreen Afreen Afreeeen Afreeen Tu Bhee Dekhe Agar To Kahe Hamnsheeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Aisaa Dekhaa Nahi Khubsoorat